Re: Feeling Nostalgic !
zaahir hai varma mujh jaise UNCLEY bachchoN ko kaise pataa chaltaa! ![]()
Gaajar jo kaalii hotii hai…andar aur baahar donoN se! ab iskii misaal kaise duuN? ![]()
itnaa aap aashcharya-janak kiuN hoing? laukii aur shakarqand kii kheers are the bestest in the world! ![]()
merii lauki ki barfi pe nazar na lagaayeN, plz…dusrii taraf dekheN! ![]()
ab Muqwee Bhai kii aanewaali be-Gham banaa banaa ke khilaayeNgii, iA
aameen ![]()