Re: Feeling Nostalgic !
lol…yehii to farq hai India aur Pakistan meN…ham laal gaajaroN ko kaale rang se rang kar naii variety paidaa kar deyte ahiN aur aaloo se aag nikaal lete haiN
![]()
lo jii, aap ne to Indian’s kii inventions ke raaz kaa bhaanDaa hii phoR diyaa! ![]()