Re: Feeling genuinely sorry for Pakistani fans…
kaya karien janab..hamara dil bara hee nazuk ha…and these issues are very sensitive!!!..wo kaya farmaya hai hamaray mir taqi mir jee nay:
le sans bhi ahista ke bahut nazuk hai kam
afaq ki is karagah-e-shishagari ka
kaya baat hei mir sahib kee…