Re: Fazool baatain
Jab dunya hi fanee hai too khushee tou aanee janee hai main nay ki koyee nadani hai ya yeah sachee prem kahani hai
hum waqt barbaad kar rahe hein kyun
apni tanhai mein mar rahe hein kyun
kitni becheni se guzri thi woh ratein
is thread ka naam fazool batein?
kitni door tak aise hi jayen ge hum
dono mein ek jaisa hi hai dhum