Re: Fatwa of the day
theek hai ![]()
Decent fellow , follow me
Next Fatwa …
Jis kisi ka mazak urana ho ya insult karni ho, usko samney bitha kar karni insult karni chaheye. Is tarha, gunnah bhi nahi hota our maza bhi ziada ata hai
![]()
ghazal rizvi ka beta ek din bhagta bhagta aya our kehney laga
Ammi ammi bahar itna bara kutta betha hai, bilkul Haathi jitna bara ![]()
Ghazal ne usko ek chapair lagayee our boli , tumhain ek Karooor Dafa samjhaya hia ke baat barha kar na bataya karo :halo:
![]()