Fatwa against indian national anthem

mere muslamaan bhai aap to samajhdaar ho Hashmat
yaar kabhi aap bhee non biased ho kar joh attrocities ho rahi hain indian occupied kashmir mein
aur india mein musalmanoon ke khilaaf us ko condemn kar dyaa karo.

pyaar karo india se its your country lekin itna andha pyaar nahin keh aap ko Musalmaanoon ki cheenkhen aur un ke dukh nazzar nahin ayen.