Faslay aisay bhi hoon ga yeh khabhi soucha na tha
samnay behta tha meray aur woh mera na tha
woh kay khusboo ke trha pehla tha meray chaar soo
mein usay mehsoos kar sakta tha choh sakta na tha
raat bahr pechley se ahat kaan mein ate rahe
jahnk kar dekha gali mein koi bhi aya na tha
**aaj us nay dard bhi apnay a’lehda kar liyay
aaj mein roya bhi to meray sath woh roya na tha
yeh sabhee varanian uskay juda honay say thee
aankh dohndlaee hoee thee shahar dohndla na tha**
yaad kay kay aur bhi takleef hote thee adeem
bohl janay kay siwa ab koi bhi chara na tha
AQ
2
mein usay mehsoos kar sakta tha choh sakta na tha
aaj us nay dard bhi apnay a’lehda kar liyay
aaj mein roya bhi to meray sath woh roya na tha
yeh sabhee varanian uskay juda honay say thee
aankh dohndlaee hoee thee shahar dohndla na tha
yaad kay kay aur bhi takleef hote thee adeem
bohl janay kay siwa ab koi bhi chara na tha

u know ghazalooo what i told u
hay naa :-)?? so have faith 
Azad
3
Waqee
samnay behta tha meray aur woh mera na tha
Uss waqt bhi yahi missra roh ki gihraiyon main ghonjta raha ... Divine stuff
system
4
woh kay khusboo ke trha pehla tha meray chaar soo
mein usay mehsoos kar sakta tha choh sakta na tha
Wah, zabardast :)
beautiful:flower1: one of my all tiem fav :k
thanx for sharing:)
aaj us nay dard bhi apnay a’lehda kar liyay
aaj mein roya bhi to meray sath woh roya na tha
:k:
bohat khoob Gazal sis :k:
ullujii
9
Re: ~~Faslay aisay bhi hoon ga yeh khabhi soucha na tha~~
realy wonderfull :k:
Anwar bahii---------thanx but what did i say:halo: 
Azad-----------jee kia hoaa…apne histree kion bata rahay hain ap:p
anyhow thanx for ur reply:)
congratzzzzzz on ur 4K 
Cuteepie, Vivo, Cap, Ulu, chanda and BoReD-iN-BrIsBaNe thank u soo much guys:hug: 
jasmeen
15
wah gazhloo wahh:flower1:
jub perho yah ghazal bohtt achee lagte hay