[thumb=A]poetry20[1].JPG[/thumb]
nice:k:
Re: Faslay Aisay Bhi Hon Gain
[QUOTE]
*Originally posted by SunnyBoy: *
[thumb=A]poetry20[1].JPG[/thumb]
[/QUOTE]
:( urdu :(
need some eng version
Zabardast
wah bahut khoob i always luv this ghazal
aaj ussnay dard bhi alaag karliye....
Thx all
good :k:
thx 4 psting te sharing kake sunny
:k:
HEre is the ghazal in Roman urdu for you. Its one of my favourite too. :)
Faslay eisay bhi hongay, yeh kabhi soocha na tha
Samany baitha tha meray or woh mera na tha
Woh kay khusboo ki tarha phela tha meray charsoo
MAin usay mehsoos karsakta tha choo sakta na tha :(
Raat bhar pehli si ahat kaan par aati rahi
Jhank kar dekha gali main koi bhi aaya na tha
Aaj us nay dard bhi apnay alahada kar liyay
Aaj main roya tu meray sath woh roya na tha
YEh sabhi weeraniyaan uskay juda honay say theen
Ankh dundhlaii hui thee shehar dhundlaya na tha.
Enjoy! :)
:k: bhooot achi haiā¦
Nice style ,Thanks for sharing
Wonderful ghazal...
Thanx for sharing !
[QUOTE]
*Originally posted by lost soul: *
HEre is the ghazal in Roman urdu for you. Its one of my favourite too. :)
Faslay eisay bhi hongay, yeh kabhi soocha na tha
Samany baitha tha meray or woh mera na tha
Woh kay khusboo ki tarha phela tha meray charsoo
MAin usay mehsoos karsakta tha choo sakta na tha :(
Raat bhar pehli si ahat kaan par aati rahi
Jhank kar dekha gali main koi bhi aaya na tha
Aaj us nay dard bhi apnay alahada kar liyay
Aaj main roya tu meray sath woh roya na tha
YEh sabhi weeraniyaan uskay juda honay say theen
Ankh dundhlaii hui thee shehar dhundlaya na tha.
Enjoy! :)
[/QUOTE]
thnx werna me tu read hi naih ker pai thi :( thnx alot yeh sunny ke buche ko tofeek nahi hoi ke mujhe eng version dede :p sunnyke bucheeeeeeee