Faryaad

Hum tujh se faryaad kartay hain:)
roz hum tujhe yaad kartay hain
teri chahat mein hum apnay ssp ko aisay he barbaad kartay hain
lo hum tujhe is jaal se azaad kartay hain
hum apna ghar kaheen aur abaad kartay hain

Re: Faryaad

wah waaaaaaaaaaah waaaaaaaaaaaaaaaah waaaaaaaaaaaaaaaaaaaa !

Re: Faryaad

Faryaad saY Firaaq tukk kaa safar kuch mukhtasir saa ho gayaa :)

thanks for sharing.

Re: Faryaad

ur welcome so u guys like it