aik shakhs nay apnay baitay dost say kaha:
“is dour k bachay beger gay hain.
aap ka baita kaisa ha?”
“bohat acha ha.”
“dair say to ghar naheen aata?”
“bilkul naheen.”
“cigrat bhi naheen pita?”
“aray naheen bhai.”
“acha to gher main cricket khail ker chizain wagara to torta ho ga?”
“bilkul naheen.”
“phir to MASHALLAH bohat acha aur fermaan berdaar ladka ha.”
kitni umer ha berkhurdaar ki?"
"is mahenay ki 8 taareekh ko pooray 6 mahenay ka ho jaya ga
Re: farmanberdaar
Thanks
Re: farmanberdaar
nice ..
yar yeah baar baar tnx ki zaroroat nahin...
Re: farmanberdaar
That’s good. :k:
Re: farmanberdaar
hahaha
Re: farmanberdaar
thanks