us roz ki baten bhool gaye ![]()
us raat ka wada yaad nahi ![]()
farmaan ye unka aaya hai ![]()
hum qaidi hain, azaad nahin ![]()
us roz ki baten bhool gaye ![]()
us raat ka wada yaad nahi ![]()
farmaan ye unka aaya hai ![]()
hum qaidi hain, azaad nahin ![]()
Re: Farman ye unka aaya hai
bahany ![]()
GHEE SEEDHI UNGLI NAHI NIKALNE WALA
Re: Farman ye unka aaya hai
ungli teeRhi karne se fracture ho gaya to. waise hi roz roz ki strikes main hospital aur Drs nahin milte
Re: Farman ye unka aaya hai
ungli uski nahi apni tehrhi kerni hy:smack:
Re: Farman ye unka aaya hai
ye suniye ga.. iss main muhabbat ki class li gai hai:
Na Jane Kis Liye Hum Pe Qayamat Dhai Jati Hai - YouTube](http://www.youtube.com/watch?v=XGUgxWcASIM)
Ilahi koi batlae muhabbat kaisi daulat hai
kabhi maange nahin milti, kabhi thukrai jati hai
Re: Farman ye unka aaya hai
suna
sab mujy kehty hein ap itny purany songs kese janti ho ![]()
Re: Farman ye unka aaya hai
budhi rooh ![]()
Re: Farman ye unka aaya hai
sahi kaha
giraftaar e mohabbat ho k khush hote ho
baad mein dekhna kaise phoot phoot k rote ho
bechara pehle kehta hoga
**Humko piyar hua humko piyar hua **
aur ab
**na do ji lagane ki yeh saza **
![]()