Adaab!
Do haftay se qabl hum kabhi Farida Khanum ki gaayaaki se aashanaaa na ho sake; albata is dawraan qismat ne mujhe uski aik CD se aagaaH karaa diya aur jisko sun kar main bahut khairaan reh gya ke ITNI haseen ghazal gaayaki zyaadah mashuur o maqbool kyon nahin hai humaari ehd mein? Especially her thumri ‘baazoo bund khul’ was awesome. Wah! ![]()
She was better than Begum Akhtar for my money!