Far'hat-E-Jaan

Far’hat-E-Jaan Hai
Gham-E-Hijr Me Ro kr Rehna…

Raahat-E-Dil He kisi aik
ka Ho kr Rehna…!

Re: Far’hat-E-Jaan

:nono: Kali kali mandlae bhanwra.. kahin bhi chain na pae bhanwra.

Re: Far'hat-E-Jaan

Rahaat e jaan ..Rooh Afzah :D

Re: Far’hat-E-Jaan

:nono: Rooh Afza, Rahat jaan..

Re: Far'hat-E-Jaan

what is farhat e jan?

Re: Far'hat-E-Jaan

Aap ne kabhi jaam e shereen pia hai?

Re: Far'hat-E-Jaan

nhi mei ne rooh afza piya hai

Re: Far'hat-E-Jaan

chale to silsila yun hai ke jab garmiyon main iftari ke waqt thanda pani pee kar jo sukoon milta hai, usse farhat e jaan kehte hain

Re: Far’hat-E-Jaan

ok ok shukriya :hat: