Farewell
It was nice being here.
Thnkx a lot to all those, jin ko meri poetry achi lagi.
Allahhafiz.
![]()
Farewell
It was nice being here.
Thnkx a lot to all those, jin ko meri poetry achi lagi.
Allahhafiz.
![]()
Jatay jatay aik do ghazlain suna jaoon ........
*Paal paal dill kay taar chir jatain hain
Lamha bhalmaha hum yai zehar piya jatain hain
Dharkanain barti ghatti rehtin hain
Hum ghum piya jatain hain or phir bhi jiya jatain hain
Hum yai kis ehsas main pissay jatain hain
Duaa diya jatain hain, Nafratain samatay jatain hain
Un ki rahoon main phool bichay jatain hain
Hood kantoo pay chalay jatain hain…
Khon-e-Dill say apnay haar sham charagh jalatain hain
Phir bhi Roshni ki talash main kahan koay jatain hain
Hum kesay insan hain maar kay bhi chan nahin patay…
Ji kay bhi zindhoon kay dharmiya nahin hotay!
Hum ghamoon kay is shehar main khushi ko dhoonday jatain hain
Or haar rooz hood ko ik naiya dook diya jatain hain!
Hum baas youn hi jiya jatain hain, youn hi haan baas youn hi....
*
By Subha
.
Haar ik nay mujjay toora phir main nay bhi hood ko toora
Kisi ko na hwa afsoos Kisi ka na dhuka dill
Meray hi ansoo bhahay magar yai acha hwa apnay hi liyai bahay!
Itni sadha dill thi , kay, Duaa hi di saab ko unhain bhi duaa hi di
Haar namaz kay baad…
Hudi ko haar ilzam diya, unhain haar ilzam say bhari kiya
Wo chalay gay , shukaiya bhi na kaha, moon moor gay…
Hoodi ko jab phir main nay sambalna chaha to sambal nay pai
Roona jo chaha ansoo bhi sath choor gay, Ro Bhi na pay hum…
Sona jo chaha, ghamoon ko thapki day kay sulana jo chaha, na so pay!
Marna jo chaha phir hum nay, wo bhi hum say rooth gai, wo bhi huamin choor gai
Hum tanha tanha thay,Hum tanha tanha hain, tanha hi rahian gay
Ab yaqeen hwa chahta hay!
By Subha
Ghazal
**
Ghamoon ko choopana hay HanstaY jana hay
TumhaiN bhooLna nahin yaad liya jana hay
Haar koi hamain choor jata hay
Hamain phir ney siray say toor phoor jata hay
Ik hawahish jagi hay ajj is mun main
Kay
Kash ya gham, yai tanhai, yay udasi or saray
Dard bhi hamain choor jayain
Ah! Kiya hawahish ki hay is paglay mun nay
Ik or hawahish HusRat banay jani hay!
Badal letay ho kitni asani say rastay apnay
Kabhi qismat badhal kay dikao, haan koi anhoni kaar kay dikao
Tug ham diya ja ay sang dill rulay ja
Hum bhi ik khushi ki khatir jiy jaain gay
Saray ghum ab piya jayain gay
Tu badalta ja haar pal haar dum…
Hum phir bhi tujj pay bharosa kiya jain ga,
Haar us paal haar us lamhay kay baad.
Tug ham diya ja, shaq ki nazar say dekay ja
Hum nay bhi sehna seekna hay
Hum nay bhi haar hunar tujhi say sikna hay!
Ay humdum ay dost!
Yai tu jaan lay,haan ab yai tu maan hi lay
Hum nay tera hi naam apnay naam kay baad likna hay!!!
**
By Subha
Hum nay kaab kaha tha
Hum nay kaab chaha tha
Kay chalo tum kanto pay
Hum nay to phool bichanay chahay thay
Rahoon main tumhari…
Tumhi nay badlay rastay apnay
Hum nay to tha chaha sath chalna teray,
Ansoo poonchanay jo chahay teray
Tu nay bhar diy ansoo hamari bhi ankoon main
Nahin, nahin
Maat sochoo aisa,
Yai ilzam to nahin hay
Hum to sirf kooch bata rahain hain
Kooch bhoj dill ka hum ajj
Khalqa karma cha rahay thay.
Tu nay kitnai asani say
Ezaz dediya hum ko befawafi ka
Hum to sirf itna keh rahay thay
Kay yai ilzam to na dey…
Itna sath chalnay ka
Ya sila to na dey!
By Subha
Just wanted to share this song with u all
Shikaayat hai, shikaayat hai, shikaayat haiShikaayat hai, shikaayat hai, shikaayat hai
Mujhko dil se yehi shikaayat hai, shikaayat hai - 2
Jo usko mil nahin sakta
Jo usko mil nahin sakta kyoon uski chaahat hai
Mujhko dil se yehi shikaayat hai, shikaayat hai
Tukdon tukdon mein mujhse roz milne waale sun
Jab mukammal nahin milna to koi khwaab na bun
Tanha tanha hoon main, mujhe teri zaroorat hai
Mujhko dil se yehi shikaayat hai, shikaayat hai
Yeh teri zulfein, teri aankhen uff yeh tera per hai
Aur khushboo se mahekta hua yeh gora sa badan
Jaanta hoon main yeh ke kisi gair ki amaanat hai
Mujhko dil se yehi shikaayat hai, shikaayat hai
Bin tere mujhko zindagi se khauff lagta hai
Kiston kiston mein mar raha hoon roz lagta hai
Is liye mujhko apne zindagi se nafrat hai
Mujhko dil se yehi shikaayat hai, shikaayat hai
Shikaayat hai, shikaayat hai, shikaayat hai
Barri khushi ki baat hay keh aap ja rahi ho, khush khush jao :k:
Re: Farewell
[QUOTE]
Originally posted by Swera: *
**Farewell*
It was nice being here.
Thnkx a lot to all those, jin ko meri poetry achi lagi.
Allahhafiz.
:(
[/QUOTE]
Hi!
You are not going anywhere.... :)
Stay and keep posting....
Loog kesay pathrao kartain hain
Hum say to phool bhi phoolon per uchalay na gay!
Re: Re: Farewell
[QUOTE]
*Originally posted by WiseGuy: *
Hi!
You are not going anywhere.... :)
Stay and keep posting....
[/QUOTE]
Koi janay lagay to usay roka nahin kartay
Lakin socha zaroor kartain hain unhain kabhi kabhi!
:)
[QUOTE]
*Originally posted by Swera: *
Loog kesay pathrao kartain hain
Hum say to phool bhi phoolon per uchalay na gay!
[/QUOTE]
aap kanjoos ho .. anay phool kharch nahi honay dayti, hum Darya dil hain phatrao karnay say bhi humaray pathar kam nahi hongay ;)
Piyar se koi pathar bhee maare to uff naheen kia karte ![]()
Aap kiyun ja rahee hain?
Na jaein na ![]()