Humain Jab Alwida Kahney Lago To
Muskura Dena
Sitara Saath Kar Dena
K Raaste Mai Andherey Bhi To Aaingey
Kissi Hurf-e-Dua Ka Istaara Saath Kar Dena
Humey!!! Zaaad-e-Safar Ko
Tumhari Yaad KI Soghaat Kaaffi Hai
Tumare Saath Guzara HUa Pal Bhi Ghaneemat Hai
Kahin Thehre Jo Raaste Main
Sonhari Yaad Ki Soorat
Tumhain Hamrah Paaingey
To Hum Tanhaa Kaha Hongey
Magar Phir Bhi
Humai Jab Alwida Kahney Laggo To
Muskura Dena
Sitara Saath Kar Dena
Kisi Hurf-e-Dua Ka Istaara Saath Kar Dena
The Story End with my favorite lines in urdu…
hawa k dosh pe rakhe hue charag hain ham
jo bujh gaye to hawa se shikayaten kaisi
Jo bay khabar koi guzra tu yeh sadaa di hai
may sang-e-raah hoon mujh pay inaayaatain kaisi
Destiny has one great test in store for us all. Has mine already come? And have I failed it? A deed once done cannot be undone, but perhaps, it may yet be mitigated…