Faraz..

Tum Taqalluf Ko Bhi Ikhalaas Samajhate Ho… ‘Faraz’
Dost Hotaa Nahiin Har Haath Milane waala…!!

…

Chand Ka Mizaaj Be Teray Jaisa Hai… Faraz
Jub Dekhnay Ki Tamana Hoti Hai Nazar Nahi Aata…!!

…