Re: Faraz!!!
Aaj ki sham bhi qayamat ki tarha guzri "Faraz"
Na jany kiya bat thi hr bat pe woh yaad aya...
Re: Faraz!!!
Aaj ki sham bhi qayamat ki tarha guzri "Faraz"
Na jany kiya bat thi hr bat pe woh yaad aya...
Re: Faraz!!!
awww very nycc :k:
Re: Faraz!!!
Faraz Apni Girl Friend Sy
Tum Bin Main Mar Jaunga PARVEEN
wah wah wah
Tum Bin Main Mar Jaunga PARVEEN
Wo Muskurai,
Or Boli
“AMEEN”
“AMEEN”
“AMEEN”
:(
Re: Faraz!!!
![]()
Re: Faraz!!!
Tumhari yaad mujhy aisi aati hai faraz
jaisay andhi main ortay howay shopar aatay hain
Re: Faraz!!!
lol damn funny ![]()
Re: Faraz!!!
Otha tha waqt-e-tahiyad ossay mangnay kay liay faraz
pani thanda vaikh kay phir soo giya mein :(
Re: Faraz!!!
lolz :D
Re: Faraz!!!
Hamaray khaab to os din hi choor choor ho ga’ay thay faraz
jab woh pehli bar hamaray gher aae to ammi boli,
jao baita baji kay liay pepsi lay kay aao ![]()
Re: Faraz!!!
![]()
Re: Faraz!!!
Lightjanay kay baad abhi moom bati jalae hi thi faraz
kam’bakht koe phoonk mar kay happy birthday keh giya ![]()
Re: Faraz!!!
![]()
Re: Faraz!!!
Roay woh es qadar mairi lash say lipt kar Faraz
lash oth kay boli "lay toon mar lae sadi khair ay"
Re: Faraz!!!
jo bakray nay mara hay bakri ko seengh Faraz
tu bakri bhi maray gi bakray ko seengh Faraz
![]()
Re: Faraz!!!
hahahaa ![]()
Re: Faraz!!!
Mairay ishq ki bowling nay os kay dil ki wicket to gira di Faraz
likin mairi qismat to daikho; os ka baap Umpire tha, no ball day giya :(
hahaha
Re: Faraz!!!
Ha Ha Ha All Are Good !!!!!!!!
Re: Faraz!!!
Twinkle Twinkle Little FARAZ.
Teri girlfrnd gae bazar.
usko milgaya dosra pyaar,
ab tu baith k makhiyan maar!
toba toba astagfar.
Twinkle Twinkle litle FARAZ.
faraz
faraz gurbat say tang aa kar daku ban gaya…
daketi karnay 1 bank gaya or kaha…
arz hi…
Takdir me jo jay wohi milay ga,
Takdir me jo jay wohi milay ga…
hands up koi apni jagah say nahi hilay ga![]()