har aahat par jaan nikal jaati hai Faraz
yeh public toilet mein darwaza kiyun nhi hoota.
Re: Faraz Jokes
ishq kay jaam tou bohot piya hon gay Faraz
magar dew naa piya tou phir kiya jiya
Re: Faraz Jokes
hum ne iss darr se video game khelna chor di "faraz"
bijli chali geyi tu token zaya ho jaye ga.
Re: Faraz Jokes
Previous one was deleted..
Yea keh kar Jaanoo nay laekiyoon ko Truck kay nichay kuchal kiya Faraz
bachna aay haseeno loo mein aa gaya ho
Re: Faraz Jokes
yeh keh kar unhoon nay hum say rishta tor diya Faraz
key moung phali mein daana nahin aur hum tumharenana nhi.
![]()
Re: Faraz Jokes
hahahha funny!
Saari umar pedal chaltey rahey FARAZ
kisi ne yeh tak na kaha "aja te beh ja cycle tey"!
yeh keh kar unhoon nay hum say rishta tor diya Faraz key moung phali mein daana nahin aur hum tumharenana nhi.
hahaha....loved this one...
Re: Faraz Jokes
they are hilarious! ![]()
Re: Faraz Jokes
**
woh mujh say kehtee rahee maan jaoo faraz..
lekin mein kia kerta mein tou hoon aijaaz......
**
Re: Faraz Jokes
Woh mujhse mairay piyar ka hisaab chahti hai Faraz
jiski khud matric main hisaab ki supply thi
Re: Faraz Jokes
teri sada kia bay-rukhi ko main aaj tak bhula nahi paya
mubarik ho mubarik ho is shair main Faraz nahi aaya :D
Re: Faraz Jokes
Bush to Faraz
Haal tou maira bhe tere jaisa hai Faraz,bas faraq sirf itna hai,
tumhe apno nay loota,hamain Jooton nay koota ![]()
Re: Faraz Jokes
^ ![]()
Re: Faraz Jokes
india nay agar attack kia aur aaye us k jahaaz
wah
wah
india nay agar attack kia aur aaye us k jahaaz
tou sab peechay hat jana akailay laray ga FARAZ
Re: Faraz Jokes
Hahaha! ^^^ i can't hold my laugh,
airport par kharein hain 10 jahaz,
airport par kharein hain 10 jahaz,
jin mein say aik ka pilot hai FARAZ
Re: Faraz Jokes
Funny funny funny :)) I love this section :P
Arz kiya hay,
Jis Lerkee ko bhe daikhay us kee ho jatee hay shadee
Nigah e faraz e momin say badal jatee hain teqdeerain