Faraib e Zindagi

Re: Faraib e Zindagi

asal ghar me jany ki khawahish to kabhi nahi jaati
fareb kesa APNY HI TO AAMAL THY :(

Re: Faraib e Zindagi

:hmmm: agat jannat insaan ka asal ghar hai, to insaan doosre maslak aur mazahib ke logon ka us per haq kiyun tasleem nahin karta?

Re: Faraib e Zindagi

kaafi gehri baat hai :hmmm:

Re: Faraib e Zindagi

Allama Iqbal ne inhi khayalaat ka izhar yun bhi kia tha:

Bagh e Behasht se mujhe hukm e safar dia tha kiyun
Kaar e Jahan daraaz hai ab mera intezar kar

Re: Faraib e Zindagi

asli ghar wohi jaey ga jo sahi rasty ka intekhab kare ga.nahin to bhatak jaey ga