kathan andhero`N kii rah-guzaR per
chiraagh-e-subh jala jala ker,
Qasm se ankheiN thak gayee hien
tumhare aansoo chupa chupa ker…
kia khabR thii k ik chehre se
kitnayy chehre kusheed hon ge,
mae thak gaya hoon tumhare chehre ko
aainayy mein saja saja ker …
hum itnayy sada-mizaaj kab thayy
mgR sarabo`N ki rah-guzaR per,
faraib deta raha zamana
tumharii soorat dekha dekha ker …
ajab tanasub se zehn-o-dil mein
khiyaal taQseem ho rahayy hien
mgR aQeedat sii ho gayee haii
tumhieN mohabbat sikha sikha ker …
Aryaan
2
Re: faraib deta raha zamana, tmhari soorat dekha dekha ker .. !!
Bohat Khoob HeArT HaCKeR..:)

:) shukriya !
Amal
4
Re: faraib deta raha zamana, tmhari soorat dekha dekha ker .. !!
Lovely **HeArT HaCKeR :k: … **bohat khoobsoorat nazm hey…thanx for sharing it with us 
Re: faraib deta raha zamana, tmhari soorat dekha dekha ker .. !!
tumhare ansoo chupa chupa kar...ala one.
Re: faraib deta raha zamana, tmhari soorat dekha dekha ker .. !!
thanks Amal and Shazia Arif ....
IS
7
Re: faraib deta raha zamana, tmhari soorat dekha dekha ker .. !!
nice :-)
Re: faraib deta raha zamana, tmhari soorat dekha dekha ker .. !!
bht khob
fara
9
Re: faraib deta raha zamana, tmhari soorat dekha dekha ker .. !!
Umdah!!
Re: faraib deta raha zamana, tmhari soorat dekha dekha ker .. !!
:) thanks for liking it. .....