Fara here

Re: Fara here

Saroo

nikla tha tujhay dhoondhnay ek hijr ka tara
phir uskay taa'kub mein gaye, sari jawani

kis terhan mujhay huta guman, tark-e-wafa ka
aawaz mein tehraoo tha, hontoon pay rawani