faqeer kyun tujhy marny ki bad-dua dy ga..
tera gharoor hi kar dy ga tabaah tujhy…
faqeer kyun tujhy marny ki bad-dua dy ga..
tera gharoor hi kar dy ga tabaah tujhy…
Re: Faqeer
FAQEER kon hy
Re: Faqeer
Wohi jissko paisey desay se inkaar kiyaa thaa
Re: Faqeer
Faqeer bhi barey ibn ul waqt hotey hain ..pesay dou tou theek nahin tou badley mein bad'dua
Re: Faqeer
Garoor ka head neechay
Re: Faqeer
Garoor ka head neechay
Aur head nichey honay se kuch mali faida bhi ho sakta hai :D
Re: Faqeer
haan waisay mujhay howa tha aik dafa,
ap ko howa kabhi? koi experience howa ho tu share karein ![]()