Re: Fantasy Cricket for World Cup 2015
Kiya karyen Ehsan Bhai, is Nakarah aur Nikammay Jadeja nay aik wicket liya, expensive overs karayea, catches bhie nahi liya, aur kuch runs bhie nahi banaya, phir bhie 456 points. Is kay points ko deakh ker mujhay Jadeja say hasad honay lagee, kay yea tou kuch karay bagair maldar ho raha hay, Kaheen Pakistan ka Prime Minister na ban jayea (aj kal NS ka asset bhie issi tarah barh raha hay). Phir kiya tha, chugli kar dee. ![]()