Fana Kaisi? Baqa Kaisi?

Re: Fana Kaisi? Baqa Kaisi?

uff allah

Re: Fana Kaisi? Baqa Kaisi?

Kia huwa tarash ji?

Re: Fana Kaisi? Baqa Kaisi?

murda larki ki tasveer pehli dafa dekhi hai na

Re: Fana Kaisi? Baqa Kaisi?

muhabbat ki maari hui hai, asal main zinda hai

Re: Fana Kaisi? Baqa Kaisi?

mohabbat k mary zinda ho k bhi zinda nahin hoty

Re: Fana Kaisi? Baqa Kaisi?

aag lage aisi muhabbat ko jo zinda dar gaur kar de

Re: Fana Kaisi? Baqa Kaisi?

Allah sab ko aisi mohabbat se bachaey

Re: Fana Kaisi? Baqa Kaisi?

hmmm. muhabbat kuch aisa e kr daiti hy. tarash ji.

Re: Fana Kaisi? Baqa Kaisi?

mohabbat ki itni mukhalifat

Re: Fana Kaisi? Baqa Kaisi?

:(:teary3:

Re: Fana Kaisi? Baqa Kaisi?

jo muhabbat insan ko 2 takke ka kar de, uss ki mukhalifat honi hi chahiye :hbk:

Re: Fana Kaisi? Baqa Kaisi?

muhabbat k begair insan kitney takke ka hota hy

Re: Fana Kaisi? Baqa Kaisi?

muhabbat ke bagher aadmi apna to hota hai

Re: Fana Kaisi? Baqa Kaisi?

hmmmm. yani ap b isi muhabbat kay dsay huey lgtey hn

Re: Fana Kaisi? Baqa Kaisi?

:nahi: kabhi moqa nahin dia… aaj tak aisi muhabbat nahin hui, jis ke baad dil na sanbhla ho

Re: Fana Kaisi? Baqa Kaisi?

good honi b nei chahiey. thori bohut muhabbat ki to century main b ki hui hy