fan

Aik kanjoos aadmi apnay aakhri waqt main marnay say pehlay aawaz lagata hai,
begum,tum kaha ho?
wife kehti he,jee sartaaj main ye rahi,
woh phir aawaz lagata hai k mairay bachon tum kahan ho,?
bachay kehtay hain ,jee abbu ham ye rahay,
aadmi kehta hai"jab tum sab yahan ho tou saath walay kamray(room)ka pankha(fan) kion chal raha hai?jao usay band karo.:slight_smile:

Re: fan

:cb:

Re: fan

:) Kool?