mujhay khushi hoti hai hum traqi kerain phoolain aur barhain. aap ki bhi yehi feeling ho ghi. Pakistan is aabadi bar rahi hai taizi say. pakistan main available resources itnay ziada nahi hain keh itni ziada aabadi ko feed ker sakay.
Aik kumanay wala hai tu das khanay walay hai. zara si bhi garaj chamak hui
tu pakistani ki aabadi 1 percent bar ghai.
assi cheese (Roti kapra aur makaan)ko use kertay huay zulfiqaar ali bhuto nay naira laga ker maqbooliat hasal ki
aabadi control kernay kay liyay hakoomat nay department khool diya jo keh mulaaoon kah shoor sharabay kay bawood abhi tak qaim daim hai
halain keh abadi ku control kernay kay liyay aur resources be tu use kiayay ja sakay thay like mor facilties for entertainmen and enjoyment
aap kia kehtay hain family planing kay baray main. please share your views with us
aab masla pakistan kay family planing department ka yeh hua keh un kay pass condems ki kammi wakah hu ghai es liay woh aabadi ku barnay say rook nahi sakay.
fp department nay aisi auratun ya larkiun ku malazum rakha jo buhat aazad aur pesha war thiin aur condems ziada toor per deparment main hee istamaal ho ghaiy
“A survey of more than 1,000 men in India has concluded that condoms made according to international sizes are too large for a majority of Indian men.”
Lekin dil chota mat karo yaar, yay to sab Qudrat kay khail haiN.