Woh jisskay hijr mein rona …ussey duaa dena
samajh mein aata nahin falsafa muhabbat ka
Re: Falsa muhabbat ka (na qabil e samajh) ![]()
Kia Arasto aur aflatoon ne bhi muhabbat ki?
Re: Falsa muhabbat ka (na qabil e samajh) ![]()
Tammam umer tum khushi ko tarso gay
Na azmana kabhi hosla Mohabbat ka…
Re: Falsa muhabbat ka (na qabil e samajh) ![]()
ek gaanaa thaa:
**
falsafa pyaar kaa tum kia jaano
tum ne kabhii pyaar na kiyaa
tum ne intizaar na kiyaa!**
jo angoor khaataa hai use hii uskaa maza pataa hotaa hai aur jise angoor nahiiN milte use to khaTTe hii lagte haiN!..my falsafa! ![]()
Re: Falsa muhabbat ka (na qabil e samajh) ![]()
^ lol… apka balsafa acha hai…
Re: Falsa muhabbat ka (na qabil e samajh) ![]()
Milain tou pooch lena