tumharay roop say berh kar kaheen jamal nahi
kisi kay lafz hain, meri tu kuch majal nahi
falak hai un ka thikana wahan chamak tay hain
tehr gaye hain jo pulkon pay tu kamal nahi?
kahan tumhari nazr main mera makam bhala
magar U dil say tau apnay mujhay nikal nahi
zamee(n) say kurchian Q chun rahi hai aaj batool
nahi kaha tha tujhay, dal ko tu sumbhal nahi