Fake degree axe falls on Ayla Malik

Re: Fake degree axe falls on Ayla Malik

sach hamaisha karwa hota hay :stuck_out_tongue: aab in facts say nazrain mat churain kah Ilzam Khan nay bawaqoofi key tamam hadain cross kar li hain, Andha bhi bata sakta hay Ayla ka FA ka certificate jaali tha leekan yah aab bhi kah raha hay "iss bay chari par zulam howa hay, Clerical mistake thi :sadaf: Ghazab Khuda ka pahli baat aik banday kaa naam aur dosri baat Fail :sadaf: aur aap kay bhai band aab bhi kah rahay hain kah yah theek hay :cobra:

Just watch this video :smack2:

Imran Khan Ayala Family Politics,