faiz

it’s stuck in my head again..

tu nay daikhi hay woh paishaani, woh rukhsaar, woh honT
zindagi jinn kay tasavvur mai gaNva di ham nay
tujh pay utthi haiN woh khoi huwi saahir aankhaiN
tujh ko maaloom hain kiyoon umr gaNva di ham nay

wonderful haya thanks 4 sharing!

nice

Faiz Shb ke kiya baat hai.... very nice

Lovely!

Re: faiz

[QUOTE]
*Originally posted by hayaa: *
it's stuck in my head again..

tu nay daikhi hay woh paishaani, woh rukhsaar, woh honT
zindagi jinn kay tasavvur mai gaNva di ham nay
tujh pay utthi haiN woh khoi huwi saahir aankhaiN
tujh ko maaloom hain kiyoon umr gaNva di ham nay
[/QUOTE]

nahi na :( ..bin daikhay yeh haal howa hay ...

niceeeeee :k:

kya baat hai :-)

Re: faiz

I mish faiz uncle:crying:

:)

wah :)

Re: faiz

Ahh…kya baat hai jii…faiz bhi bas kamaal likh gae…
:flower1:

Re: faiz

iss tarah kay faltu kaam aur bay maqsad sawaal kar kar kay hee ganvaaie hay yeh um’r :~P …

lo jee zubaan-e-khalq ko naqqara-e-khuda samjho… humm bhee kehtay haiN .. bahut hee aa’alaa:k: ofcourse it has to be.. after all, it is by Faiz:)