Re: Faisala
"Faisala "
Aadha rasta tay ker aaya Ab kia sooch raha hai akhir Anjani manzil ki janib Chalta jay Ya wapis ho jay rahi ! Sooch kay hi aaghaz kia tha Soo rastoon main aik chuna tha Or ab sooch hi rok rahi hai Aagay bhi kuch tareeki hai Loot kay jana bhi mushkil hai Sooch ka soraj doob raha hai Aisay rahi ki manzil hai aadha rasta
Hmmm......
*wel Khoob Kaha hai Shair nay.....:( *