FAisala karo ...

Be-wafa Waqt Tha , Tum They Ya muqaddar mera

Baat Itni Hai Keh Anjaam Judayi nikla

:hmmm:


Restored attachments:

Re: FAisala karo ...

hunn aram naal ee

Re: FAisala karo …

Zabardast! :k: Koi bahana nahi chalne diya. Anjaam to judai hi tha chahay kasoor kisi ka bi tha :frowning:

Re: FAisala karo ...

picture main kon hai?

Re: FAisala karo ...

Han dekhi dekhi hai :p

Re: FAisala karo ...

faisla to ho gya k anjaam judae hai

Re: FAisala karo …

Tumhara Muqaddar he thaaa.. mujhey ilzaaam na do

Re: FAisala karo …

:hmmm:

Re: FAisala karo …

:welcome:To the Forum and poetry

Be-maaan loog :snooty:

App k dil mae hi choor tha :barbie:

Re: FAisala karo ...

ik mor pe ham ajnabi ban k hi milen ge

ye baat to malum thi aghaze safar se

Re: FAisala karo …

tu kya majbori thi :hmmm:

Re: FAisala karo …

qabul hy qabul hy qabul hy :omg:

Re: FAisala karo …

pata lag gaya Mannu :cb:

Re: FAisala karo …

shuker hy fariha ki samj me aa gaya :yahoo:

Re: FAisala karo …

Thanks… lekin is main dil main choor kahan se aa gaya