to phir log whitening creme par kiyon paisa invest kartay hian jab kay pata hai kay rang tabdeel nahi hosakta hia. mager uss main nikhar zaroor aasakta hia. to kyon na phul fruit/vitamins/pani say hi iss par tuwajo de di jaye.
is ley k short cut insan ki fitrat hai...ache khorak main perhaiz bohat hai or zuban ka chatkhara kam kerna bhi ik mushkil ammal hai

app ki batain main insaan ki fitrat ka pehlo bohat ziydah nomayan hia. hamain app ki yeh baat bohat pasand aye. bolain app ki khidmat main kiya pesh kiya jaye.