Re: Fair & Lovely and White Skin
to phir log whitening creme par kiyon paisa invest kartay hian jab kay pata hai kay rang tabdeel nahi hosakta hia. mager uss main nikhar zaroor aasakta hia. to kyon na phul fruit/vitamins/pani say hi iss par tuwajo de di jaye.