he sais:ager diyat na laytay to pakistan ka hal libya jesa hota, jo kuch kiya mulk ki salamti k liyae kiya
kiya mulk salamt raha ya or zalil ho gaya??
ager mulk ka hal libya jesa hota to km az km hm un ki tterhaan mutmaeen to hotay, lr k surkh ru ho jatay..!
apnay rab k samnay shrminda honay say bch jatay!
** compromise compromise compromise!! ye mulk bchanay ki kon si theaory hai??? jo sirf hmaray liyae hae ?**??
hm lrnay say kb tk drain gay??