Faasla

Yeh Faasla itna kyun faasla hai
MOHABBAT tau aik bohat bara maamla hai
ub hua us larkay ka england tabaadla hai
yeh larka tau apnay maa baap ka laadla hai:)

Re: Faasla

tweety keep it up :omg:

Re: Faasla

thanks bheegiyaad

Re: Faasla

acha heye iss ko shayid, issi meye araam heye
wohh behaneye bhenana janta heye sirf
iss kee kismet meye heye udhaar kee muhabbet
wohh apne thikana bhena ker ujarta heye!

Re: Faasla

:k: