Read this - The expert opinion of senior hockey players in Pakistan.
After Pakistan drew its match with NZ in the world cup
Hamaray khayal main Pakistan ko match jeet’Na chahiyaay thaa. Laikin match draw ho gaya. Forward line ko chahiyaay kay woo attack karay, kyon’Kay agar woo attack nahi karain gay tu Goal nahi hoga ( WOW!!! ) .Defence ko chahiyaay kay doosri team kay forwards ko apni D say door rakhain iss liyaay kay agar doosri team kay forwards hamari D kay qareeb khailain gay tu unn ko goal karnay ka mauqa mill sakta hay ( *).
Jitnay zyada say zyada goal kar sakaiN utnaa achha hay
iss say doosri team par pressure paRta hay"***
yaar hum tau 'Dar', i think his full name was Muneer Dar kee naqal utaartaY thay class maiN beTh kar aur teacher pooray room maiN radio talash kartaY reh jaataY thaY :D