EXCUSE ME !!

yeh $100 ka note aap ka tu nahi hay :blush:
Mujhay abhi neechay say paRa hua milla hay

:chai:

Re: EXCUSE ME !!

rakh lain ... ayyashi karlaina aaj iss say :-p

Re: EXCUSE ME !!

uncle aapki tao eid hogayi :naraz:

Re: EXCUSE ME !!

chalein aap ko mila hai ab ise donate ker dein jaldi se:)

Re: EXCUSE ME !!

ohoo
itnay shareef bachhay :hehe:

:chai:

Re: EXCUSE ME !!

ho haaayeee

mairaa note kal ka gumaa howa tha :bummer:

laaein jaldi say wapas karein. aur saath mein 2 1000 kay note bhi thay . wo kahaa hain jeee :grumpy:

Re: EXCUSE ME !!

ayyashi boolay tu ???????

:LB:

Re: EXCUSE ME !!

abay wo to mera thaa bhaiiiiii.. kal say dhoond rhaa hon :eek:

Re: EXCUSE ME !!

CB iss kay liyaay tumhain teen sawalooN kay jawab dainay hoon gay

:chai:

Re: EXCUSE ME !!

kitna fazool thread hai :snooty:

i’m going back to my anatomy hmwk :chai:

Re: EXCUSE ME !!

shikaarpoori ?

bolay to:
mast hokay jaana, tunn hokay aana ...
jaisay jaana waisay Na aana ...

Re: EXCUSE ME !!

Aur chaapaa paRr gaya tu
Zamanat kaun day gaaa :smilestar:

Re: EXCUSE ME !!

chappal jaib main rakhna tayyar bilkul … khirki kay nazdeek baithna …

bass jaisay hi chaapa parha … udher khirki say chalaang lagai … seedha Babban Halwai ki jilaibi ki karahi main main moonh … yani kay unglian ghee main and sar karahi main …

jab wahan say baramad hongay to koi pehhchaan bhi nai sakayaga hula

Re: EXCUSE ME !!

CB is fit faaat & ready ishteady :jhanda:

Re: EXCUSE ME !!

ya pollsss waloon say pehlay hi setting kar lain gay :blush:

unn kay bhi chootay chootay buhat saray bachhay hotay hain
unn ka bhi haq banta hay

:chai:

Re: EXCUSE ME !!

stalker uncle bhabi kaisi hain? :hula:

Re: EXCUSE ME !!

:chupki: mai nunhi munni maasooom bachi nai nazar aa rahi, aap ko

:mash:

Re: EXCUSE ME !!

Buhat hi SET hain :wink:
main nay kuch daikh bhaal kar hi shadi ki thee :blush:

Re: EXCUSE ME !!

^ u can give her the 100 dollars as a gift :D

Re: EXCUSE ME !!

nahi uncle mera to naye hosakta ap ko canadain mila hai aur main
US mai ho ::o