Re: Ever Been Asked To Come On Tv???
Main nay tu baRay baRay filmi sitarooN kay saath kaam kiyaa hay
Film “Tu Chal Main Ayaa” ka woo mash’hoor scene ![]()
Jab James Blonde paRosi ki murghi churaa kar bhaag raha thaa
aur road cross kartay huay aik bus kay neechay atay atay bachha thaa
Woo bus main hi chala raha thaa ![]()
![]()