Eshq e mustafa keya hai Un pa merna keya hai
Ehsan un ka hai hum per, Werna hum, tum hou tay kafir
Apnay Sath betah ka pehlo mein her kas o nasir kou
Hum ko hai yeh batlaya, insann key haqeqat keya hai
Manay ya na manay hum, pehlay un kay sub peyaray or
Saray doust mushrik tha or sub he peyar ka qabil tha
Baad mein un kay ema say, haq ko sub na pehchana
Or baqey un ka pehlo mein, koei bay eman na raha
Iss terhan dein pehlaya, aaj tum hou sub musalman
Kar lou sub say tum dousti, her aik he tou hai insann