Entrance song for groom???

yaad aah giya....it was this song...when the baraat arrives...

***Tum Aaye To Aaya Mujhe Yaad
Gali Mein Aaj Chand Nikla
Jaane Kitne Dinoon Ke Baad
Gali Mein Aaj Chand Nikla

Ye Naina Bin Kajal Tarse
Barah Mahine Badal Barse
Suni Rab Ne Meri Fariyaad
Gali Mein Aaj Chand Nikla

Aaj Ki Raat Jo Main Sojati
Khulti Aankh Subha Ho Jaati
Main To Ho Jaati Bas Barbaad
Main To Ho Jaati Bas Barbaad
Gali Mein Aaj Chand Nikla
Jaane Kitne Dinoon Ke Baad
Gali Mein Aaj Chand Nikla...
Maine Tumko Aate Dekha
Apni Jaan Ko Jaate Dekha
Jaane Phir Kya Hua Nahin Yaad
Jaane Phir Kya Hua Nahin Yaad
Gali Mein Aaj Chand Nikla***