Baat jo chali… you rumaani hu e thi
manzil pe pahunche gazal ban gai thi
Kuchh aisa hi in lines ke saath bhi hua, enjoy my dear friends!
**Us baat ko chhodo na, Jo kahi hi nahi maine
Us baat ko samjho na, Jo tum naa samazh paaye
Saari umr"a padi hai, khoob karna gilay shikway
In bejaa baaton me, Kahin mausam na gujar jaaye
Meri aankhon me dekho aur pad lo sara kissa
Juban, Lafz ka kya bharosa, baat dil ki kah paaye
In kahne sun ne ki, baaton me na uLJho
Chhoowo haath jara mera, suno dhadkan jo gaaye
Jawaani ki rumaani galiyon ke shehar main
khoob banega afsaana, gar tum hum mil paaye
**