Ehsan i was just testing your patience…
...soon i will be banned...i know!
Bhai mere aat matayy mut karna.
Zara apna thread khud paro aur:
Aap hee apni aadaon pay zara ghaur karein
Hum agar aarz karein gay to shikayat ho gee.
jeraa bahyee yeh achanak,,itnaa kuch,,,
bhayee aaindaa booraan ahin kahain gay oos ko,,
app please kk ko kk hee rehnay dain.. corner naa banay ..
aik baat may thorra saa laafra hay rey. Aap nay kaha k pehlay aap haseena ko daikhnay k waastey galli version cricket khailtay thai laikin abb aap booRRhay hogaye hain aur Shoaib Akhtar k mazay laitay hain? Yeh chakkar apni khopri may set nahee ho reya hay bhai. Aap ko shoaib aur Haseena may koi faraq nahee dikhta kia? Ajab kaa rahay ho bhaai.
lol that was some funny stuff..
rock on, Jeeray.
your "zara hat kay" posts were much missed, mate. good to have you back in fine form.
So what was so wrong about the post? ![]()