Sannan
October 3, 2011, 9:36am
47
Re: ~ ► ~ English Tutor ~► ~
Peace Sannan
Aap ko Little Princess sikha to raheen hai … Un ki technique ko “immersion” keh te hein … ya nai agar aap ka sara kuch suchne ka bhi medium English mein ho phir jese bache apne madree zuban seekh te hein waese hi aap bhi seekh sakteen hein.
Agar mein aap ko bataon ke seb ko English mein apple kehte hein … lekin ye sara kuch kehne se bajae mein sirf ek apple ke tarf ishara kardoon aur saat kahoon “apple” phir aap ko pata chal jae ga ke main us cheez ka nam le raha hoon. Issee tara agar mein “apple” le kar ek maiz ke uupar rakh doon phir kahoon “An apple on the table” ye poora jumla nahein hein … lekin hum khaas lafz pe zor de ne ke liye is tara ka tuta jumla kahenge phir us ke baad poora jumla “There is an apple on the table” ya “I put an apple on the table”.
main buhat mutasir howa hoon aap kay ansaz-e-bayaan say leekan urdu main jitni achi explanation ho sakti hay aur mujh ghareeb key samjh main aa sakti hay woh English main kahan :hinna:
LP Aunty I"m serious please aap mujhay kuch aur parahain ya phir maira test lay lain