app sub loooooooooooog
**kab atay hain or kahan say atay hain or kahan say chalay bhi jatay hain mujhay kion nahi nazar atay hain **
app sub loooooooooooog
**kab atay hain or kahan say atay hain or kahan say chalay bhi jatay hain mujhay kion nahi nazar atay hain **
Re: Emm & james _bhaand & sadaf
chalo apna shasma laga kar aoo.......
Re: Emm & james _bhaand & sadaf
Pehlay PaparR say to nimatt lain, phjir inn ko dhoondna :s
Re: Emm & james _bhaand & sadaf
[QUOTE]
chalo apna shasma laga kar aoo.......
[/QUOTE]
i think doorbeen lagane peray gee yeh log aisai nahi nazar ain gay
Dada_abba > papar ko tul kay kha liya mainay ..app kachay pakay per he bethain rahain !
Re: Emm & james _bhaand & sadaf
kona waala tall lia ? :s
kacha waala ya pakka waala ? :s
Re: Emm & james _bhaand & sadaf
jo jal gya tha us ko tal liya na kacha na paka ..jin paharoon latha
Re: Emm & james _bhaand & sadaf
PG ![]()
![]()
now im out again ![]()
Re: Emm & james _bhaand & sadaf
![]()
![]()
Re: Emm & james _bhaand & sadaf
aye ho abhi betho to sahee ?
Re: Emm & james _bhaand & sadaf
time nahi hay ![]()
yeh wala time afra Tafreeh ka hota hay - on the job - early afternoon ![]()
Catch ya later ![]()
![]()
Re: Emm & james _bhaand & sadaf
**
**
Ji chanda ![]()
(magar mera naam seb se aakhir main kion?) ![]()
**
Hmaray aanay ka time muqarar nahin, jab ji chaha aaya jab ji chaha na aaya ![]()
Yeh fiqra qabil-e-ghor hai ![]()
Jahan se aatay hain ![]()
agar aap ki aankhain kamzor hain to hamara kia qasoor, meray jaisa pahar nazar na aye to phir tumhara koi haal nahin…
shaking head
PS: Yaad karnay ka shukriya
**
Re: Emm & james _bhaand & sadaf
ok ok masroof logooo ..
me going tooo
ik shair yad arah hay is moqay per Ibn-e-Insha ka
*hum sanjh samay kay chaya hain tum cherhtee rat kay chunder maa *
hum atay hain tum jatay ho , phir mail hamara kaisai ho
Allah hafiz
Re: Emm & james _bhaand & sadaf
Yeh konsi boli hai? ![]()
Re: Emm & james _bhaand & sadaf
PG, you forgot to add OMG…lol.![]()
Re: Emm & james _bhaand & sadaf
app us ko ulta perho na to first app ho gee !
**
khuda jub hussan daita hay nazakat aa he jate hay
**
agay pindi peechay lahore hay
**
**
**wohe poochnay ki jissarat kee the kaneez nay **
**
**
pahar ? oh mere nazroon ki range main tubhe app poore nahi arhe thee
**
adab arz hay **
Re: Emm & james _bhaand & sadaf
[QUOTE]
Yeh konsi boli hai?
[/QUOTE]
yeh saqeel urdu hay ibn-e-insha aisay he boltay hain **
*kehnay ka maqsad hum subah ka waqt hain or app rat ki chandni *
**jub hum atay hain app jatay ho jub app atay ho hum jatay hain
to meeting kaisai ho phir?
[QUOTE]
you forgot to add OMG
[/QUOTE]
omg flue say erhaiz kerain Wizart-e-sehat ..kidding app say to mulqat ho jate hey yeh log dastyab nahi hotay is ley in k nam liya !
Re: Emm & james _bhaand & sadaf
Yeh Flu bohat khatarnaak hai aur bohat tezi say phelta hai.![]()