Eman ki hararat...

Re: Eman ki hararat…

allah pak sab ko tufeeq dey Ameen

Re: Eman ki hararat…

ab to iimaaN kii Haraarat ke saath saath tafarraqah bhii aa gayaa hai is liye ek ek moHalle meN 12-12 masaajid haiN magar har ek ke Hisse meN ek ek hii masjid aayii…yeh hai hamaare aajke musalmaanoN kii soorat-e-Haal :frowning:

Re: Eman ki hararat…

:frowning:

Re: Eman ki hararat…

:nahi:

Re: Eman ki hararat…

aap donoN sad kiuN? aisaa kareN ham masaajid banaane waaloN kii conference kareN aur un se kaheN k jab Allah ek, nabi [s.a.w.s.] ek, Qur’aan ek, kalima ek, ummat ek to phir masaajid alag alag kiuN? :slight_smile:

Re: Eman ki hararat…

yehi baat meri samjh mae nahi atii :frowning:

Re: Eman ki hararat…

purana paapi

Re: Eman ki hararat…

sab kuch aik hai nahi hai to musalmaan aik nahin hai

Re: Eman ki hararat…

shaitan ny hr sahib-e-Eman ko hi behkany ki qasam khai thi..

Re: Eman ki hararat…

Allama sahab ka is se kya matlab hai k** barson nimazi ban na saka**

Re: Eman ki hararat…

matlab dil main khuda na aa saka