Re: Election 2013
shair ka to kaptan shikar karnay ki bat kar raha hay, wo bhee ballay say, ALLAH khair karay
agar shair qaboo agya, to phir uski khaal main bhuss bhar kay parliament kay bahar decoration piece kay tor par rakhi jayegi, no luck for “bhai” ye wali khal nahi milegi
aur agar qaboo na aya to?