Election 2013

Re: Election 2013

PTI wale agar ye poster 1000 ki tadaad main Karachi main lagwa len, to unko ye baRhak marne ka haq hai. Darya ke doosre kinare per khaRe hokar kisi ko lalkarna wale kia inqilaab laen ge :bummer: