Ek Zardari ko dekha tu aisa laga
jaisay khana harab
jisay total azab
jaisay aadi faqir
jaisay murda zameer
Jaisay nasoor ho koi rasta hua…
Ek Zardari ko dekha tu aisa laga..
Jisay bijli ki taar…
jaisay khanjer ki dhaar..
jaisay dozakh ki aag…
jaisay zahreela naag…
jaisay kutay pe ho Qawa baitha hua..
Ek zardari ho dekha tu aisa laga…
Jisay garmi ki dhoop
jaisay shaitan ka roop
jaisay bewardi dekait
jaisay molvi ka pait
jaisay dakoo koi gun dekhata hua…
ek zardari ko dekha tu aisa laga
khapay ji khapay....is naaan pay biknay wali qoam ko zardari he sahee hai....I will vote to zardari.....hum chitroon say sedhi honay wali qoam he hain.............ya Allah zardari ko sehat or taraki ata farma ameen.
aik zardari sab pay bhari....agli vaari, fir zardari.......

ab aur kitni taraqi kare ga.. phatt na jae haram kha kha kar
jab zardari dozaKh kii dahleez pe pahoNchegaa to daaroGha e finnaar FULL TIME iskii Khaatir tavaaz'o karegaa! :D
translate please
bachon par raham karain KKF Jee
translate please
bachon par raham karain KKF Jee
tum ma'soom sii bachchii ho is liye translate nahiiN kiyaa k kahiiN Dar na jaao. raHm hii to kiyaa hai! :D