Badla jo wakt ghehri rafaaqat badal gaee
Suraj dhala tu saaye ki surat badal gaee
Ek umar tak mein us ki zaroorat bana raha
Phir yun huwa ke us ki zaroorat badal gaee …
Re: ~ Ek umar tak mein us ki zaroorat bana raha ~
bohot khoob :)
Re: ~ Ek umar tak mein us ki zaroorat bana raha ~
Suraj dhala tu saaye ki surat badal gaee
**Bohat Khoob **
Amazing :k:
Re: ~ Ek umar tak mein us ki zaroorat bana raha ~
amazing ![]()
Re: ~ Ek umar tak mein us ki zaroorat bana raha ~
V nice....pahlay se he jaan laina tha na k US ki zarorat tu nahi ap :p
Re: ~ Ek umar tak mein us ki zaroorat bana raha ~
Very nice :k: and welcome back Arif ![]()
Re: ~ Ek umar tak mein us ki zaroorat bana raha ~
Hmmmm ..
welcome back arif g ![]()
Re: ~ Ek umar tak mein us ki zaroorat bana raha ~
Sheal, soniaa jee, deep ocean & Shab-e-Hijar
Aapp sab dostoo ki pasandeedgi ke leye bahut bahut shukriya ...
NJ
Har ek say beygana ban rahay hain, Kisi ki janib nazar nahi hai
Khabar woh rakhtay hain is tarah say, kay jaisay koi khabar nahi hai
Amal Thanks !